Bihar New Voter List Download 2020-21

Bihar New Voter List Download 2020-21

Bihar New Voter List Download 2020-21


Bihar New Voter List Download 2020-21:- Bihar voter list 2020-21 ab badi hi asani se ghar baithe CEO ki website par dekhi ja sakti hai. Aap biharvoter list 2020-21 ko PDF ke rup me bhi download kar sakte hain. Aaj is lekh me ham aap ko bataenge aap apna name bihar election commision ya CEO ke voter list me badi asani se dekh sakte hain. Jin aavedankartaon ne apna voter card ya matdata pehchan patra banane ke liye diya tha, aur unhe apna voter card abhi tak nahi mila hai to ve log niche diye gaye nirdesho ke madhyam se apna name voter card ke list me dekh sakte hain.

Bihar Voter List 2020-21


Bihar ki nayi voter list dekhne ke liye aapko nvsp ke website par jana hai, aur jane ke bad me aapko apna jila/ tahsil aur block/ gram panchayat ka chayan karna hai jiska prakriya bahut hi asan hai.Jaisa  ki aap sabhi log jante hain ki vote dene ke liye ham sabhi ko voter id card ki jarurat hoti hai, bihar rajya men vote dene ke liye aap apna voter id card NVSP ke website se bahut hi asani se download kar sakte hain.

Bihar New Voter List Download PDF 2020-21


Bihar voter list with photo download karne ke liye niche diye gaye nirdesho ka palan karen:-

  • Voter sabse pahle CEO bihar ke portal ceobihar.nic.in par jayen

  • Website open hone ke bad aapko Search in E-roll par click karna hai, ya aap direct is link par click kar ke bhi ja sakte hain https://ceobihar.nic.in/searchinroll.html

  • Agla paje open hone ke bad aapko SEARCH section me SEARCH IN PDF ke link par click karna hai

  • Paje open ke bad aapko apna ASSEMBLI SEGMENT ya JILA aur PART NUMBER ka chayan karna hai, fir capcha fill karne ke bad men aapko VIEW boton par click karna hai

  • Fir paje open hone ke bad aapko yaha voter list PDF download karne ka option dikh jaega aapko voter list download kar lena hai.

  • Fir aap usme apna name dekh sakte hain


Panchayat Voter List 2020-21 PDF Download


Bihar me apne gram panchayat ki voter list download karne ke liye aapko niche diye gaye link par click karke ise open kar lena hai aur open hone ke bad yaha aapko apna JILA, PANCHAYAT, BLOCK aur WARD select kar lena hai fir DOWNLOAD boton par click kar dena hai.
LINK:- http://sec.bihar.gov.in/SearchInFinalPdf.aspx

Download boton par click karne ke bad ek PDF download karne ka option dikh jaega aap yaha se PDF download ka ke rakh sakte hain. Download karne ke bad aap us PDF file me apna name manualy ya offline dekh sakte hain.

Iske alava aap apna voter list me name chunav aayog ke naye portal eci.gov.in se bhi bhartiya matdata suchi 2020-21 (All india final voter list 2020-21) se bhi download kar sakte hain.

Iske alava yadi kisi voter ka name All india voter list 2020-21 ke voter list me nahi mil raha hai to aap apna name niche diye link ke madhya se apna name ayogya vyakti ( Disqualified Person) ki suchi men dekh sakte hain.
LINK:- Dis Qualified Person Voter Card List 2020-21 

Bihar Voter List 2020-21


Bihar ki nayi voter list dekhne ke liye aapko nvsp ke website par jana hai, aur jane ke bad me aapko apna jila/ tahsil aur block/ gram panchayat ka chayan karna hai jiska prakriya bahut hi asan hai.Jaisa  ki aap sabhi log jante hain ki vote dene ke liye ham sabhi ko voter id card ki jarurat hoti hai, bihar rajya men vote dene ke liye aap apna voter id card NVSP ke website se bahut hi asani se download kar sakte hain. Jaisa  ki aap sabhi log jante hain ki vote dene ke liye ham sabhi ko voter id card ki jarurat hoti hai, bihar rajya men vote dene ke liye aap apna voter id card NVSP ke website se bahut hi asani se download kar sakte hain.