CCC Admit Card Download 2021

CCC Admit Card Download 2021

Post Name:- CCC Admit Card,| CCC Result | CCC Online Form


CCC Admit Card Download 2021


National Institute of Electronics and Information Technology (NIELIT) ki taraf se CCC exam 2021 ke liye notification jari kar diya gaya hai, jiska exam february 2021 me hona tay hua hai. CCC Online form har mahine ke roop me uplabdh karaya jata hai, aur pariksha pure varsh aayojit ki jati hai.
Jin abhyartjyon ne CCC me registration karaya hoga ve yahan se apna admit card CCC exam 2021ke liye download kar sakte hain.










Important Dates:-
* Admit card january 2021:- 27/12/2020
* October 2016 result available:-October 2020
* CCC exam form last date:-31/12/2020
* Exam date :- Every month 2021
Application fee:-
* General / OBC :- 590
* SC / ST :- 590
* Pay the exam fee throgh online or offline fee mode only

Elegibility :- Passed 10+2 exam in any recognised board in India
Age limit:- No age limit in DOEACC / NIELIT CCC examination 2021



How To Check Result


CCC me namankan kiye huye sabhi candidate Download Result ke boton par click kar sakte hain, click karne ke bad me apna examination month and year choose kar lena hai, fir uske bad me apna roll number aur date of birth dal ke submit kar dena hai, fir aapka result aap dekh sakte hai.

How To Download Admit Card


CCC me dakhil liye hue sabhi student CCC examination 2021 ke liye apna admit card online nikal sakte hain, Admit card download karne ke liye aapko sabse pahle Download Admit Card ka boton / link par click karna hai, uske bad me jo bhi page open hoga usme aapko apna application number dal dena hai, jo ki aapko online form bharte samay mila hoga , fir uske bad me aapke pas apna admit card dikh jaega jisko aap save kar ke rakh sakte hai ya print kar sakte hai.



















Download Admit Card February 2021Click here
Download Result December 2020Click here
Apply Online CCC FormClick here
Official WebsiteClick here

How To Fill CCC Online Form



  • Visit the official website student portal NIELIT

  • Click on the boton of Apply Online that is showing here

  • Choose the course, that is CCC

  • Read the Instrunction carefully appearing on the screen

  • Click on the checckbox to mark the I AGREE boton

  • Uske bad me apna personal details dal dijiye jo ki aapse bharne ke liye bola ja raha hai

  • Uske bad me apna contact details dal dijiyega jaise ki mobile number , email ID jo ki bhavisya me aapke liye jaruri hoga

  • Uske bad me apna other details dal dena hai, jaise ki address details, aur educational details

  • Uske bad men apna photo dal dena hai, signature dal dena hai, aur baye haath ka angutha ka nisan bhi dal dena hai, ye tino ka size formate check kar lena hai, fir usi size me dal dena hai

  • Uske ba me aapko apna Aadhar ka details dal dena hai

  • Uske bad me aapko examination fee pay kar dena hai, jitna karne ke liye aapse bola jaye

  • Candidates ko dhyan dena hoga ki unke dwara bhra gaya sara details sahi hona chahiye kyuki ek bar submit karne ke bad me fir se yadi galat details bhara gaya hoga to correction karne ka mauka nahin milega, bad me candidates ka praman patra ( certificate) unke dwara form me bhare gaye details ke anusar hi banaya jaega, isliye form bharne se pahle ek bar jarur check kar len ki unke dwara bhara gaya sara details sahi hona chahiye.


How To Download CCC Result




  • CCC resisterd candidates can click on DOWNLOAD CCC RESULT boton given in beloe side

  • Select your exam year

  • Select your exam month and enter your roll number

  • Enter your date of birth and captcha code

  • Click on view boton and download CCC result