UP- Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Apply Online 2021

UP- Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Apply Online 2021

Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Apply Online 2021


Mukhyamantri Abhyudaya Yojana:- nishulk coaching registration, mukhyamantri abhyudaya yojana aawedan form online....
Dosto, uttarpradesh men bahut saare student aise hain jo apni aarthik sthiti kamjor hone ke karan coaching prapt nhi kar pate hain. Aise sabhi students ke liye Uttar Pradesh sarkaar ne मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना prarambh kiya hai. Aaj hum is post ke madhyam se aapko is yojana ki saari mahatwapurn jaankari pradan karne ja rahe hai. Jaise ki is yojna ke uddeshy kya hai?? is yojna ke laabh kya kya hai, is yojna ke visheshtaye kya hain??is yojna ke liye kaun kaun se documents ki aawashyakta padti hai??
To Friends, agar aap is yojna se judi har jaankari prapt karna chahte hain To is post ko pura jarur padhiyega..

UP- Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Apply Online 2021


UP- Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Apply Online 2021मुख्यमंत्री-अभ्युदय-योजना


UP ke sthapna diwas par utaar pradesh ke sarkar dwaara IAS, IPS, NDS , CDS NEET aur JEE jaise exams ki taiyari karne ke liye mukhyamantri abhyuday yojna shuru ki gai hai. is yojna ke antargat aise sabhi students ko nishulk coaching pradan ki jaaegi jo in exams ki taiyari karna chahte hain lekin apni aarthik sthiti ke karan nhi kar paate hain. is yojana ke antargat mandal level par students ko syllabus aur question bank bhi uplabdh karaya jaaega. is yojna ka udghatan mukhyamantri yogi adityanath ji ke dwara kiya jaane wala hai. is yojna ke antargat classess basant panchmi ke din start kiya jaaega. is yojana ke antargat students koonline study material ke satrh sath offline classess bhi pradan kiya jaaengi.

मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना के अंतर्गत छात्रों का मार्गदर्शन:-


इस योजना के अंतर्गत केवल कोचिंग ही बल्कि आईएएस

, आईपीएस और पीसीएस की तयारी करने वाले छत्रों को का भी मार्गदर्शन किया जाएगा | ऑफलाइन क्लासों में बिभिन्न प्रकार के अवसर छात्रों का मार्गदर्शन करेंगे|  आईएएस और आईपीएस के छात्रों के लिए प्रशिक्षु आईएएस आईपीएस अधिकारी और nda के छात्रों का सैनिक स्कूल के प्राचार्य मार्गदर्शन करेंगे | इसयोजना के अन्त्यरगत विषय के विशेषज्ञों के गेस्ट फैकल्टी  के तौर पर भी  बुलाया जाएगा | मंडल स्तर पर इस योजना के अंतर्गत परीक्षा की तयारी कर रहे छात्रों को सिलेबस तथा परीक्षा पैटर्न की जानकारी भी निशुल्क प्रदान की जाएगी | ऑफिसियल साइट के माध्यम से छत्र क्वेश्चन बैंक भी आसानी से प्राप्त कर पाएंगे | इसके अलावा इस योजना के अंतर्गत वे सभी  एग्जाम की तैयरी करना चाहते हैं सभी उच्च स्तरीय कोचिंग संस्थानों के स्टडी  प्राप्त कर सकेंगे |




























योजना का नाम



मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना  



उद्देश्य 



exams के लिए निशुल्क कोचिंग  



state



उत्तर प्रदेश  



official website



 Comming Soon 



Year



 2021 



labharthi



 उत्तर प्रदेश के छत्र 



मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना इ-प्लेटफॉर्म 


pratyek varsh uttar pradesh se lagbhag 4 se 5 lakh students upsc, vibhinn state psc Jee NEET ityadi exams men shamil hote hain.. aise sabhi students ke liye yah yojana bahut labhkari saabit hogi... mandalayukt lacknow kw antargat E-Learning content plateform vikasit kiya jaaega

... jiske antargat chhatron ko study material uplabdh karaya jaaega... is e-learning content plateform par alag alag adhikariyo dwara exam ke taiyari ke liye video ke madhyam se apna anubhav sajha kiya jaaega.  is plateform par live session aur seminar bhi aayojit ki jaaengi... is plateform par chhatr se questions bhi mpuchhe jaa sakte hain. is yojana ke antargat students coaching center par uplabdh hone ke sath sath ghar baithe bhi coaching prapt kar sakenge..

Mukhyamantri Abhyudaya Yojana Ka Uddeshya


is yojna ka mukhya uddeshy IPS, IAS ,JEE, NEET AUR PCS jaise exams ke liye students ko coching pradan karna hai jo up ke mukhyamantri sree yogi adityanath jee ke dwara start kiya jaa rha hai..

मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना के लाभ एवं विशेषताएं 



  • uttar pradesh ke sthapna diwas par up ke mukhyamantri ke dwara is yojana ko start kiya gaya.

  • is  yojana ke antargat neet jee ias ips ke students ko free coaching pradan kiya jaaega